Advance PF Withdrawal Process Online in Hindi Advance PF Kaise Nikale

Advance PF Kaise Nikale | How to Advance PF Withdrawal Process Online in Hindi | pf advance form 31 | Mobile se pf withdrawal kaise kare

Advance PF Withdrawal Process Online in Hindi Advance PF Kaise Nikale pf advance form 31 Mobile se pf withdrawal kaise kare PF का पैसा ऑनलाइन कैसे निकाले
Advance_PF_Withdrawal

Hello and welcome friends RDNTechnical site, iss post me ham jaaenge EPF advance withdraw ke baare me, Ham samjge ki kis advance EPF Withdraw kar sakte hai aur kaise kar sakte hai.

Advance PF Withdrawal Process Online in Hindi Advance PF Kaise Nikale ?

Online pf withdrawal karne ke liye aapko pehle kuch chijo ko karna hoga jaise :-
● Aapka UAN Activate Hona Chahiye
● UAN Account Me Aapki Basic Details Galat Hai to Usko Correction Karna Hoga
● Aadhaar Link – KYC Hona Chahiye
● Aadhaar Ke Sath Mobile Number Link Hona Chahiye
● Bank Account Ka Bhi Kyc Hona Chahiye.
● PF Passbook Check Karle

Dosto aapko batade ki kisi Advance Para se kitna pf ko ham withdraw kar sakte hai uss par alag Post – Video ko publish kiya gaya hai to usko dekh kar aap jaanle ki kis advance para se aap kitna advance withdrawal kar sakte hai.

Questions :-

How to withdraw PF online

PF का पैसा ऑनलाइन कैसे निकाले

PF advance कैसे निकाले ऑनलाइन

advance pf withdrawal kaise kare

Advance pf withdrawal after date of exit

Illness advance para pf withdrawal

Smartphone se pf withdrawal kaise kare

Mobile me pf withdrawal kaise kare

Withdrawal Kaise Kare ?

1. Sabse pehle apne uan account me > Login < kare.

2. Ab aapko apne uan me > CLAIM (FORM-31,19,10C&10D) < par click karna hai.

3. Next ppage me > Enter Bank Account Number < box me bank account number ko enter kare aur [ Verify ] button par click kare.

4. Ab ke WARNING Massage display hoga yaha par aapko 【Yes ] button par click karna hai.

5. Proceed For Online Claim < par click kare.

6. Next page me > I want to apply for –Select Claim Option– me se >
PF ADVANCE (FORM-31) < ko select kare.

7. Select Service* option me se > Member Id < select kare.

8. Select Advance Para < option me se > Advance Para Select < kare jiske jariye aapko Advance PF Withdrawal karna hai.

9. Amount of Advance required (in Rs.)* [ X0000 ] Amount Enter kare.

10. Employee Address* < section me apna address enter karna hai.

11. Upload Scanned copy of cheque/passbook* [ Choose File ] option me se bank account cheque yato passbook ki photo ko select kare.

Photo ki format JPG, JPEG honi chahiye sath hi photo ki size minimum 100 KB & maximum 500 KB honi chahiye.

Photo me Bank Account number, IFSC aur name dikhai de padne me aa sake aisa hona chahiye aur photo ko Choose File option se choose karne ke baad > View < button par click kar ke ekk baar check jarur karle.

12. Ab niche aapko box [ √ ] ko select karna hai check mark karna hai.

13. Get Aadhaar OTP < button par click karna hai.

14. Ab aapko [ XXXXXX ] Aadhaar OTP enter karna hai.

15. OTP enter karne ke baad [ Validate OTP and Submit Claim Form ] button par click kare.

To iss tarah se aap advance pf withdrawal online kar sakte hai.

Advance PF Withdrawal Process Online in Hindi Advance PF Kaise Nikale : Dosto hame umid hai ki aapko iss post se pf advance withdraw karne me help hogi, Dosto UAN – EPFO se related iss tarah ki aur bhi jaankari ke liye RDN Technical site ko visit karte rahe.

Leave A Reply

Your email address will not be published.