Backlink Kya Hai | Quality Backlink Kaise Banaye | Website SEO Improve

Backlink Kya Hai | Quality Backlink Kaise Banaye | Website SEO Improve | Backlinks Kyon Jaruri Hai Apni Website Ke Liye Aur Kaise Banaye in Hindi Details.

Backlink Kya Hai | Quality Backlink Kaise Banaye | Website SEO Improve

Welcome Friends RDN Technical site. iss post me ham jaanege ki Backlink Kya Hai, Quality Backlink Kaise Banaye aur isski help se aap Website SEO Improve kare sakte hai to chahiye jaante hai.

Backlink Kya Hai | Quality Backlink Kaise Banaye | Website SEO Improve

Friends aapko batade ki apni website ko search engine me Rank kar wane aur site me trafic lane ke liye Quality Backlinks create karna bahut jaruri hai to sabse pehle jaante hai kya hai Backlinks.

Backlink Kya Hai ?

To chalye Aasani se samjte hai isske baare me, Yah wo link hoti hai jo hamari site ki link ko kisi others site me add karte hai aur uss link par click kar ke viewers hamari website par aate hai Uss link ko hamari site ki Backlink kahte hai.

Par aapko batade ki wo link hamari site ke liye to Backlink hoti hai Aur uss site ke liye outbound link hoti hai, Outbound link matlab hamari site me others site link jo hamari site se dusri site me le jaaye.

Ab aapko pata chal hi gaya hoga ki backlinks kise kahte hai to chalye ham ab dusre point ke baare me jaante hai.

Type of Backlinks / Backlinks Kitni Types Ki Hoti Hai

Ab jaante hai Links Kitni Types Ki Hoti hai taaki aapko backlinks create karne me Aasani ho, Aur unse post and website seo improve ho sake.

1. High Quality Backlinks : High Quality Backlinks create karne ke liye aapko popular site se Backlinks create karni hogi aur unse aapki site ki rank improve hogi sath hi aapko yah bhi dhyan rakhna hoga ki aapki website jis related topics par hai, Uske related site se Backlinks create karna hai to jyada better rahega.

2. Low Quality Backlinks : Low Quality Backlinks matlab ki agar aap asi site se backlinks create karte hai jisme galat chije ho jaise, spam sites, illegal download site, illegal content sites, Iss tarah ki sites se backlinks create na-(No) kare.

3.Backlink /- Link Juice : Isska matlab Agar koi uski site ke home page me ya post me aapki site ya post hyperlink karta hai matlab ki clickable link add karta hai iss tarah ki link ko – Link Juice kahte hai.

Link Juice se site – post rank improve hoti hai aur domain authority better hoti hai.

4. Nofollow Backlinks : Nofollow Backlink Kaise create hoti hai aur kiyon,

Example Default link : <a href=”https://yourwebsite.com”>Link Text</a>

Example Nofollow link : <a href=”https://yourwebsite.com”rel=”nofollow”>Link Text</a>

Agar aap ya koi aur apni site ya fir post me kisi others site ki link add karte hai aur chahte hai ki search engine uss liink ko follow na kare to aap rel=”nofollow” tag ko use kar sakte hai.

Nofollow Backlink ka search engine me koi bhi value nahi hota hai iss liye site aur post rank karwa ne me Nofollow Backlinks se kisi tarah ki bhi help nahi hoti hai.

5. Dofollow Backlink : Kisi link ko site ya post me add karte hai aur chahte hai ki search engine uss link ko index kare follow kare tab rel=”dofollow” tag use karte hai.

Baat kare Dofollow Backlink to aapko bata de ki by default saari link Dofollow hi hoti hai, Dofollow Backlink se site aur post ko rank karne me help hoti hai.

Backlinks Kaise Banaye ?

1. Quality Content Likhe

Quality Content Likhe jinse puri information mil sake aur aapke viewers ko pasand aaye, Guys Aapka content logo pasand aayega to wo aapke post ko khud se others friends ke sath share karenga.

2. Share On Social Media

Jab bhi aap koi bhi new post publish kare tab usse saare Social Media site par share jarur kare aur post ke liye Social Media site se Backlink create kare.

3. Comments Kare

Comment karne ka matlab ke aapko apne website se related others site me jaakar usske content ko read karne ke baad aapko comment kar ke batana hai ki aapko usske content se kya information mili ya to aur kuch bhi jo aap batana chahe wo comment me likhe.

4. Guest Blogging

Guest Blogging matlab ki friends aapko apni site se related others popular site me posts submit karna hoga, Asi site aapko milegi jo Guest posting ka option degi.

Backlink Kiyon Banaye ?

  • Website – Post Rank Improve Hogi.
  • Traffic Increase Hogi.
  • Website Popular Hogi.
  • Earning Increase Hogi.

To friends Ab aapko Backlink Kya Hai Quality Backlink Kaise Banaye Website SEO Improve isske baare me pata chal hi gaya hoga aapko yah post se kya information mili ya post se related kuch batana hai to comment kar ke bata sakte hai. Aur iss tarah ki information ke liye RDN Technical site ko visit karte rahe.

Leave A Reply

Your email address will not be published.