Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image

Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image Optimize In WordPress Website.

Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image

Welcome friends RDN Technical site. iss post me ham jaanege ki website images Optimize kaise kare aur usse Search Engine Friendly kaise banaye, Post me content ke related images add karni chahiye aur images ko SEO Friendly optimization kar ke use karna jaruri hota hai.

Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image Optimize

  • Post Related Right Image
  • Imag Resize and Compress
  • Rename Image
  • Image Alt text

Let’s begin Image Optimization karne aur images SEO Friendly banane ke liye ham kuch point ko use karne ke baare me aapko batayege to chalye jaante hai.

1. Use Post Related Right Image

Use Post related right image matlab ki aap jis kisi topic par post likh rehe ho unse related images use kare, Aapko Asa nahi karna hai ki post ka topic kuch aur hi ho aur image me details kuch aur ho.

Post me image asi honi chahiye ke aapka post jis topic par ho wo topic images se Aasani se samaj Aaye.

Important Aap apni Article ke liye images ko khud se hi create kare dusre ki chori ya download kar ke use na kare, Aapko asi bahut saari website mil jaayegi jo copyright free images provide karti hai aap chaheto wo use kar sakte hai.

Agar aapko Google me se Images download kar ke use karna chahte hai to Google me image ko search karne ke baad > Images > option par click kare > Tools > Usage Rights > Labeled for Reuse < option ko select karna hai aur wo images ko edit kar ke use kar sakte hai. par Recommend karenge ki free images – icon download site se download kar ke use kare.

2. Image Resize and Compress

Aapki post ki Image Resize and Compress jarur kare, Aap images download kar ke usse edit kar ke use karte ho ya fir khud se design – edit karte time Image Resize and Compress kare > ho sake to image size < 70KB > se jyada na rakhe.

Friends aap post topic samjhaane ke liye koi screenshot – images use karte ho usse image ko bhi Resize kare, Image resize karne se image quality low hoti hai to aap uss image ki size jyada rakh sakte hai.

Images size Compress kar ke use karne se post loading time improve hoga, Post fast load hoga.

3. Rename Image ? Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image

Ab baat karte hai images Rename ke baare me to aapko batade ke image upload karne se pahle usse Rename karna bahut important hai. SEO friendly image banane ke liye Main image ko Rename karna hai aur ussme aapko post ka Main Keyword – Tittle add karna hai.

Example ke liye ham aapko batate hai jaise hamare iss post ka title hai > Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image < to aapko isse add karna hai.

Example : Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image.jpg

Screenshot / image me bhi aap iss tarha Rename kare sakte hai, Ussme screenshot ka main word add kar sakte hai matlab ki aap Screenshot me kya information de rahe hai / Screenshot image me kya bata rahe ho wo likhe.

Post ko samjhaane ke liye jo bhi images ya Screenshot aap use karte ho jo bhi topic dikhane ke liye aapne Images ya Screenshot liya hai wohi name add kare yato title keyword.

4. Image Alt Text

Aap logo ki information ke liye batade ki Image me ” Alt Text “ add karna friendly SEO image ke liye bahut important hai.

Image ” Alt text ” me aap apni post Title add kar sakte ho yato post main keyword sath hi related keyword bhi add kar sakte ho.

Ab jaante hai Post Image me ” Alt text ” add kaise kare, Jab bhi aap post me image add karne ke liye image ko upload karne ke baad select karte ho tab aapko > Alt text < box dikhega usme ” Alt text ” add kare.

Finaly ab aapko pata chalhi gaya hoga ki Image Optimization Kaise Kare SEO Friendly Image Optimize, So guys I hope ki aapko yah post useful hogi aur iss tarah ki information ke liye RDN Technical site ko visit karte rahe.

Leave A Reply

Your email address will not be published.