SEO Friendly post Kaise Likhe | Post Ko Google Top Rank Me Kaise Laye

How To Write SEO Friendly Post WordPres Blog Post Kaise Likhe In Hindi Post Ko Google Top Rank Me Kaise Laye.

SEO Friendly post Kaise Likhe

Welcome friends RDN Technical site. iss post me ham jaanege ki Apni post ko search engine me top rank me kaise laye isske liya aapko post ko likhte time kuch point ko dhayan me rakhna hoga.

SEO : Search Engine Optimization

To chalye ab baat karte hai Post S E O improve karne ke liye aapko kis baato ko dhayan me rakhna hoga aur post ko Search Engine me Rank kar wane ke liye aapko kya karna chahiye.

SEO Friendly post likhne ke liye ham aapko kuch Tips denge usse aapko Use karna hai – Follow karna hai aur aap usski help se apne Article ko Rank karwa sakte hai.

SEO Friendly Post Kaise Likhe ?

1. Search and Select Best Title and Keyword.

2. Use Yoast SEO Plugin

3. Edit URL and Remove Useless Word

4. Use Focus keyphrase – Keyword and Manage Keyword Density

5. Add Internel Link And Outbound Link

6. Add Mein Keyword In First And Last Paragraph

7. Add Image and Image Alt Text

8. Use Heading 2 With Main Keyword Also Use Heading 3 And 4

9. Create SEO Friendly Post Description

10. Create BackLinks

1. Search and Select Best Title and Keyword

To chalye jaante hai Keyword kya hota hai aur Keyword kise kahte hai, Ham jo bhi kuch read karte hai ya write karte hai and bolte hai wo keyword hi hai, But hamare article ka jo bhi mein topic – subject hota hai wo hamare post ka Mein Keyword hota hai usse hame apne post me use karna hai.

Hame kisi bhi topic par post likhna ho tab hame uss topic ke mein keyword select karna hoga aur usse target kar ke – usse use kar ke post likhna hai.

Example : Hamare iss article ka Title hai (SEO friendly Article Kaise Likhe) to iss article ka mein keyword > S E O < hai, Ya fir > SEO friendly Article < bhi rakh sakte hai.

Post me Keyword use karna :- Sabhi post me Keyword to hote hi hai, Par post me sahi Keyword search kar ke best Keyword select kar ke use karna bahut jaruri hai.

Post likh ne se pehle aap jis topic par post likh rahe ho, Uss topic ka keyword Google Keyword Planner ke help se dhudhe ya to others koi bhi tools use kar sakte hai

SEO Friendly Article Kaise Likhe Post Ko Google Top Rank Me Kaise Laye How To Write SEO Friendly Post WordPress Blog in Hindi S E O Kya Hai Post Kaise Likhe
Search Keyword

Ya fir Uss topic ko Google me search kare, Search karne par aapko kuch releted suggestions milenge.

Ya to Google me search kare search karne par pehle se likhe post milege, Ussme se best Title and keyword select kare sakte hai.

2. Use Yoast SEO Plugin

Ab baat karte hai Yoast SEO Plugin ke baare me to yah bahut hi popular aur helpful plugin hai.

Aapko bata de ki yah plugin post ko (Search Engine) me Rank karwa me bahut hi help karta he aur sabse jyada users issi plugin ko use karte hai Search Engine Optimization ke liye.

3. Edit URL and Remove Extra Word

Ham jobhi title add karte hai wohi URL ban jaata hai wo aapko pata hi hoga, Friends post ka URL ko bhi Edit jarur kare.

To friends agar aap kabhi title lamba add karte hai ya title me extra word add karte hai tab url ko edit jarur kare aur url me se extra – faltu ke word Remove karde.

4. Add Focus keyphrase – Keyword and Manage Keyword Density

Most important hai Focus keyphrase – Keyword add karna post likhte ya fir Edit karte time aapko Yoast SEO plugin ke > Focus keyphrase < option me mein keyword ko add karna hai.

Sath hi aapko keyword density ko bhi manage karna hai, Keyword density ko dekhne aur manage karne ke liye post likhte time Yoast plugin ke > SEO analysis < option me keyword density ko dekh sakte hai, Waha se keyword density ko dekh kar aapko usse Manage karna hai.

5. Add Internel Link And Outbound Link

Ab baat karte hai Internel Link aur outbound link ke baare apne article me jarurat padne par Internel Link aur outbound link add kare use kare aur apne post ko better banaye.

Internel Link Example :- Apni website ki others post ki link ko ham apne post me add karte hai usse Internel Link kahte hai.

Outbound Link Example :- Yah wo link hoti hai jo others website, Apps, Youtube Video, Others Link, ko post me ham add karte hai uss link ko Outbound Link – External link kahte hai.

6. Add Mein Keyword In First And Last Paragraph

Main Keyword ko jarut padne par pure post me use to karna hi hai sath hi First and Last paragraph me jarur use kare, For SEO Friendly Article.

7. Add Image and Image Alt Text

Friends jab bhi aap post likho tab post ki mein image to aapko add karni hai sath hi aapko usme post explain image – Screenshot add jarur karna hai, Image add karne se post ka (SEO) + (Readability) + Viewers ko aapke article ko samajne me aasani hogi.

Add Image Alt Text

Ab baat karte hai Image Alt Text ki, Article me kam se kam Mein image me (Alt text) add jarur kare.

Alt Text Use Kyon Kare ?.

Post image me Alt text add – use karne se (Search Engine) ko pata chalta hai ki aapki image kis related topic par hai aapne ussme kya samjaaya hai, So inse SEO Friendly Post + Image hogi aur rank hone me aasani hogi.

Alt text kaise add kare ?, Image add karte time Alt text add kar sakte hai to wo kaise karte hai chalye dekhte hai.

1. Article me image Upload and Add karne se pehle image ko (Rename) kare apne Article ke Keyword se.

2. Image upload hone ke baad jab aap Image ko post me add karne ke liye image ko select karege ya select hogi tab aapko (Alt Text) ka option dekhega tab (Alt Text) add karde.

3. (Alt Text) me aap post Title – other related keyword add kar sakte hai.

8. Use Heading 2 With Main Keyword Also Use Heading 3 And 4

Friends aapko batade ki SEO Friendly Article ke liye Heading ko article me use karna bhi bahut important hai, To jab bhi koi article likhe tab Heading 2 me other word ke sath Main Keyword jarur use kare.

Post me Heading 2 use karne ke sath hi Heading 3 – 4 bhi jarurat padne par use kare.

9. Create SEO Friendly Post Description

To chalye ab jaante hai ki Meta Description kaise likhe, Yoast SEO plugin ki help se meta description add karna bahut aasan hai.

Description add karne ke liye Edit Post me > Yoast SEO Option < me > Edit sinippet < par click kare, Ab aapko Meta Description edit box dikhega.

Post Meta Description yani aapke post ki short Description, Description se Search engines ko pata chalta hai ki aapki post kis related topic par hai.

Description likhne se Viewers aur search enging ko aapke article ko samjne me Aasaani hogi, To iss liye Description jarur likhe, Aur aapko batade ki post ka Meta Description search results me post Title ke niche show hota hai.

10. Create BackLinks

BackLinks matlab ki ham apni website – post ki link ko kisi others website ya fir social media sites par Add – Share karte hai usse BackLinks kahte hai, BackLink yani kisi others site se hamari site par le jaaye wo link.

BackLinks Create kar ke website traffic and Visitors increase kare aur Website – Post SEO improve kare.

lTo friends hamne aapko bataya ki SEO Friendly Post Kaise Likhe Post Ko Google Top Rank Me Kaise Laye, Iss Article me hamne aapko kuch tips ko use karne ke baare me information di aur kuch Steps ko Follow karne ke baare me aapko bataya so iss post me itna hi, Aapko hamara yah post kaise laga hame comment kar ke jarur bataye aur iss tarah ki information ke liye RDN Technical website ko visit karte rahe.

Leave A Reply

Your email address will not be published.