Strong Password Kaise Banaye Secure Password Kaise Banaye ?

Strong Password Kaise Banaye Secure Password Banane Ki Useful Tips.

Strong Password Kaise Banaye Secure Password Kaise Banaye How To Create Secure Password Make Strong Password Safe Password Kaise Banaye
Password Create

Welcome friends RDNTechnical.com site, iss post me ham safe password create karne ke baare me jaanege, Agar aap bhi sabhi account ko secure rakhna chahte hai hack hone se bachana chahte hai to Secure Password – Strong Password create karna bahut jaruri hai.

Dosto aap apne password banane me kuch Useful Tips and Tricks ko use kar ke apne Password safe bana sakte ho aur apne Data ko Secure kar sakte ho.

1. Strong Password Kaise Banaye ? Normal Password Na Rakhe

Apne password me > Apna name Hometown ka name, Company ka name, Car ya Bike Number, iss tarah ke password use na rakhe.

Dosto aur bhi iss tarah ke password na rakhe jaise apne friends name, family relative, Birthday date, Pin code, Mobile number, iss tarah ke password set na kare.

Normal kaam ke liye aap normal password rakh sakte hai par Email account, internet Banking, aur bhi iss tarah ke Impotant account ke liye normal password na rakhe.

Aapko yah baat ka bhi dhyaan rakhna hai hi same password sabhi account me na, Password secure rakhne ke liye same password na rakhe, Ek password ka use ek hi account ke liye kare.

2. Use Two Step Verification

Security ke liye jyada tar services password aur phone number se ( OTP ) 2 step verification ki suvidha deti hai to aap usse use jarur kare.

Agar ham 2 step verification ko on karte hai active karte hai to jab ham apna Account Access karte hai tab hame ek verify code ( OTP ) phone number pa4 bheja jaata hai uss code ko use kar ke ham apne account ko open kar sakte hai, Ham bina verify code ( OTP ) ke account open nahi kar sakte.

Dosto agar aap koi bhi account banate hai aur usme 2 step verification option available hai to usko use jarur kare.

Apne account ki safety aur Security ke liye Account me Email Id ke sath hi phone numbe add jarur kare.

3. Lamba Password Rakhe

Aapka password jitna lamba hoga utna hi achchha hoga, Lambe password ko break karna muskil hota hai.

Password ko kam se kam 8 Digit – + word ka hona chahiye lekin aap unse bhi lamba14 digit – + word ka password rakhe to aur bhi Strong password banega

4. Strong Password Kaise Banaye ? Trick Use Kare

Achchhe Password ko banane ke liye kuch trick bhi use kare jaise Simple Password 123456 ki jagah aap iss इस tarah se Pass1234word56 password create kar sakte hai.

Achchha password banane ke liye kuch word aur number ko add kar sakte hai aur iss tarah se aap apne password ko thoda strong bana sakte hai.

5. Secure Password ? Alphanumberic Use

Aapkr password me Word aur Number dono ka Combination hoga to yah jyada strong banega par ham usse aur bhi strong banage par ham usko aur bhi strong banayege special character add kar ke.

Word aur number ke sath special character jaise %@*/&$+[ ko use kare, Inse Password aur bhi strong and secure banega aur password ko hack karna muskil hoga.

To dosto password kuch asa hona chahiye bw&4x2kd#c7zfo3% asa password secure aur strong hota hai.

Strong Password Kaise Banaye Secure Password Kaise Banaye ? : To dosto hame umid hai ki aapko hamare iss post se apne password ko better banane me help hogi aur iss tarah ki aur bhi tips aur information ke liye RDN Technical site ko visit karte rahe.

Leave A Reply

Your email address will not be published.