UAN Number Kaise Pata Kare aadhaar card se uan number kaise pata kare
PF number se uan number kaise pata kare aadhaar card se uan kaise pata kare pan card se check kare member id se

Welcome friends RDN Technical site, iss post me ham jaanege ki kis tarah se ham apna UAN ko pata kar sakte hai apne pf member id se yato aadhaar card aur pan card ki help se.
UAN Number Kaise Pata Kare Aadhaar Card Se UAN Number Kaise Pata Kare
Dosto ham apne uan ko pata karne ke baad usse activate kar ke EPF/UAN ki services ko use kar sakte agar hamare uan me company ne basic details wrong add ki hogi to ham usse thik kar sakte hai.
Ham apne uan ko activate karne ke baad PF Balance check kar sakte hai UAN me KYC karne ke baad ham apna PF ke amount ko nikaal sakte hai matlab ki online pf withdrawal kar sakte hai.
Read Recommend :-
- EPF date of birth correction more than 3 years UAN name correction online
- PF Balance Check Kaise Kare Pension Balance Kaise Pata Kare ?
- UAN mobile_number change kaise kare UAN me mobile_number kaise badle
- uan number activate kaise kare pf_number se uan activate aadhaar card se
To chalye ab ham jaante hai ki kaise ham apne uan ko pata kar sakte hai apne pf number – member id se ya aadhaar card se – pan card ki help se.
UAN Number Kaise Pata Kare ?
Note : Dosto agar aap online apne UAN ka pata nahi laga paate hai to aap apni Company ko Contact kar ke apne uan ke baare me jaankari le sakte hai.
(1) UAN Number ko online pata karne ke liye sabse pehle < UAN Member Home Page > ko open karna hai aur Important Links section me < Know your UAN > link par click karna hai.

(2) Next page me aapko < Mobile Number > enter karna hai < Captcha > code enter karna hai aur < Request OTP > Button par click karna hai ab aapke number par OTP send kiya jaayega.

(3) ab aagla page open hoga iss page me < OTP > wale box me otp enter kare < Captcha > code wale box me captcha code add karna hai uske baad < Validate OTP > Button par click kare, Ab Ek Alert show hoga < OTP Validation Successful > ka sath hi next page open hoga.

(4) ab next page me apni details ko enter kar ke aapko < Show My UAN > par click karna hai aur apna UAN Number dekhna hai.
Note : Aapko batade ki agar aapke UAN / PF ke sath aapka Aadhaar Card aur Pan card company ne link nahi hoga to aap Aadhaar aur Pan card ki details enter kar ke apne UAN ka pata nahi kar sakte hai.
Friends agar aapka Aadhaar – Pan card aapke uan/pf ke sath link nahi hai to apne PF Number / Member ID ko enter karke apna uan check kare ya fir apni company se bhi details le sakte ho.

Apna U A N Check Kare PF Number / Member ID Se
1. Sabse pehle Name enter kare
2. Next DOB enter Kare
3. Ab Member ID par click kare
4. State aur next Office ko select kare
5. Member ID enter ko enter kare
6. Captcha code enter kare
7. Last me Show My UAN button par click kare aur apne UAN ko dekhna hai.

Friends iss post me batayi gayi information ko achchhi tarah se samjne aur dekhne ke liye niche di gayi Video ko jarur dekkhe.
UAN number kaise pata kare PF number se UAN number kaise pata kare Aadhaar card se check:-
UAN Number Kaise Pata Kare Aadhaar Card Se UAN Number Kaise Pata Kare PF Se : i hope friends ki aapko hamari iss post me di gayi jaankari se help hogi, Aur agar aapko koi help chahiye to hame Comment kar ke bata sakte hai, To friends iss tarah ki aur bhi information ke liye RDN Technical site ko visit karte rahe.