Web Hosting Kya Hai in Hindi What is Web Hosting | Best Hosting ?

What is Web Hosting in Hindi | Web Hosting Kya Hai | Shared Hosting | Cloud Hosting | VPS Hosting | Dedicated Hosting | Best Hosting

Web Hosting Kya Hai in Hindi What is Web Hosting | Best Hosting ?

Welcome friends RDN technical site. iss post me ham baat karenge ki Web Hosting Kya Hai, web hosting kya hoti hai sath hi jaanege ki kitne types ki hosting hoti hai aur best hosting company ke baare me jaanege.

Web Hosting Kya Hai | What is Web Hosting in Hindi | Best Hosting

Ham jobhi internet par site access karte hai dekhte hai wo sab data Hosting me save hota hai – hosting me store kiya jaata hai. Agar aap website creator hai ya banna chahte hai to aapko web hosting ke baare me pata hona chahiye.

Friends aapko hosting + domain ke baare me bhi information honi chahiye to domain ke baare me jaankari ke liye iss post ko Read kare :- Domain Kya Hai | Domain Name Kya Hota Hai | What is Domain in Hindi

Web Hosting Kya Hai ?

Web Hosting matlab Web Host Server Computer hota hai jo public internet network se connect rehta hai Online rehta hai – Live rehta hai.

Hosting me Storage hoti hai RAM hoti hai sath hi Other Server resources aur Functions and Features hote hai jiske jarye website create kar sakte hai aur hosting ko website create karne ke liye design kiya gaya hai.

Jaise example hamara koi computer ya smartphone hai usme Storage, RAM, Other Function aur hote hai uski help ham usme Software – Apps, Games, Vidoes, MP3, Photos, Other chije rakhte hai aur chalate hai.

Ussi tarah se hosting bhi kaam karti hai par hosting live Online internet server se connect hoti hai taaki internet se usko access kar sake aur computer ya smartphone me privacy hoti hai.

Ham jo Computer ya smartphone use karte hai wo personal use ke liye banaya aur design kiya gaya hai aur Hosting ko website create karne ke liye.

Hosting ek service hoti hai jo hame allow karte he hamare Content ko matlab ki Text, Images, Videos, etc, ko add karne aur web page yani website ke jariye internet par access dene ke liye.

Ham koi bhi site ko visit karte hai to usme Content hota hai matlab ki Text, Images, Videos, etc, hota hai wo sab upload karne aur online internet par uska access dene ki ek jagah hoti hai hosting.

Types Of Hosting :-
● Shared Hosting
● Cloud Hosting
● VPS Hosting
● Dedicated Hosting

Shared Hosting Kya Hai

Shared Hosting matlab kya hai aur kise kahte hai, Shared hosting me ek server host – server computer me bahut saari site ko host kiya jaata hai.

Matlab ki ek bade server me server computer ke undar dusre server banaye jaata hai aur resources diya jaata hai jiske jariye site bana sake jaise RAM and Other resources jo hosting me hote hai, Kyonki yah sab ek hi server me se sabhi site ko resources share kiye jaaye hai iss liye iss hosting ko Shared Hosting kahte hai.

Aapko batade ki dusri hosting ke mukabale Shared hosting ki price kam hoti hai kyonki Ek system me se bahut saari site ko resources diya jaata hai, Multiple site resources use karti hai.

Note : Agar site par jyada traffic aati hai to shared hosting me aapki site down hogi kyonki resources sabke sath shared hote hai kam resources milte hai iss liye.

Beginner ho ya site kam traffic hai to shared hosting use kar sakte hai, Agar site me jyada traffic aati hai to dusri hosting use kare.

Cloud Hosting Kya Hai

Cloud Hosting multiple server ka ek Group hota hai, Cloud hosting me bahut saare server host computers hote hai usse multiple jagah par store kiya jaata hai.

Cloud hosting me speed achchhi milti hai sath hi yah hosting jyada trafic ko manage kar sakti hai. Agar aap Shared Hosting use kar rahe hai aur usme jyada trafic aane se site down hoti hai to aap Cloud hosting use kar sakte hai.

VPS Hosting ?

Ab ham jaante hai VPS Hosting ke baare me, Jaise hamne Shared Hosting ke baare me bataya usme Ek Server ke resources ko bahut saari site ke sath share kiya jaata hai iss liye usse Shared Hosting kehte jaata hai par VPS hosting me Ek Server ko kisi Ek ke liye hi use kiya jaata hai isliye isse VPS hosting kahte hai.

VPS matlab – Virtual Private Server < VPS hosting ko ham Example se samte hai ki hame milti kaise hai.

Example Using Shopping Mall : Jaise hame Ek shop leni hai aur wo hamari khud ki ho ham usme jo chahe rakh sake aur sale kar sake sath hi hame usme achchha benifit bhi mile to ham shopping mall me ek shop lege par ham pura shopping mall to nahi lege kyonki hame itni jarurat nahi.

Shopping mall bahut bada hota hai to wo kisi ek ke liye use nahi hota, Shopping mall me alag alag bahut saari shop hoti hai aur uss shop ko koi leta hai to wo shop usiki hoti hai wo ussi ke liye use hoti wo usme jo chahe kar sakta hai.

VPS hosting – isme Ek bade server ko alag alag virtual server banaya jaata hai jab wo kisi ko diya jaata hai tab uss virtual server ke resources ko dusre ko nahi diya jaata hai keval ussi ke liye hota hai isliye iss hosting ko VPS – Virtual Private Server kaha jaata hai.

Iss hosting me jo server hame diya jaata hai usske resources keval hamare liye hi hote hai isliye iss hosting ki speed best hoti hai.

Vps hosting ki power aur performance better hotii hai Shared Hosting aur Cloud Hosting se par vps hosting ki price bhi unse jyada hoti hai.

Dedicated Hosting Kya Hai ?

Jaise VPS hosting me Ek bade server me alag alag virtual server banya jaata hai aur usse kisi ek ko dete hai par Dedicated hosting me asa nahi hota, Dedicated hosting Ek pura bada alag server system hi de diya jaata hai uske undar se kisi aur ko server bana kar nahi dete, Ham usme jitni chahe site bana sakte hai.

Dedicated hosting me ek pura server alag hi hota hai isliye usme jyada Power hota hai, Dedicated hosting ko big yani badi badi site ke liye use karte hai, Higher traffic site ke liye use karte hai aur isski price bhi bahut jyada hoti hai.

Best Hosting Company ? Lowest Price

1. https://cloudwingshost.com

Cloudwingshost.com par aapko Lowest Price me hosting milegi, Iss site par Shared hosting, WordPress hosting, Reseller hosting, VPS hosting milegi.

2. https://hostingmella.com

Ab baat kare hostingmella ki to aapko batade ki iss site se aap shared hosting, premium hosting, master reseller, cloud hosting, wordpress hosting,vreseller hosting, cloud vps,cvps server – India – USA, Aur domain registration iss ke alawa affiliate program ka bhi option milega aapko.

3. https://www.hostinger.in

Hostinger.in ki baat kare to yaha par aapko Domain bhi milega sath hi Shared, WordPress hosting, VPS, Cloud Hosting bhi milegi kam price me.

To friends ab aapko iss Web Hosting Kya Hai | What is Web Hosting in Hindi | Best Hosting post se hosting ke baare me pata chal hi gaya hoga. Agar aapko iss post se related kuch batana hai to comment kar ke bata sakte hai aur iss tarah ki knowledge ke liye RDN Technical site ko visit karte rahe.

Leave A Reply

Your email address will not be published.